People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 2 *

Aaya Ye Jhund Hai
Singer: Atul Gogavale
Music: Atul - Ajay
Lyricist: Atul - Ajay
Album: Jhund(2022)
Tag: hindi
Audio: https://www.jiosaavn.com/song/aaya-ye-jhund-hai-from-jhundfeat.-atul-gogavale/RTERdBZie3c
Video:
Khaneku Pineku
Sabun Se Dhone Ku
Bindaas Aaya Ye Jhund Hai

Masti Mein Jeena Hai
Lena Na Dena Hai
Fursat Se Aaya Ye Jhund Hai

Katreli Hai
Noto Mein Kayku
Chillar Chabane Ka

Liter Mein Hai
Jinda Tu Kayku
Quarter Dikhane Ka

Aise Mein Dar Kyun
Laga Hai Curfew
Jaise Ki Bharat Band Hai

Kismat Ke Maron Ka
Dus Me Se Charon Ka
Jalate Angaron Ka
Jhund Hai

Hum Ko Duniya Ne
Roj Dekha Hai
Fir Bhi Andekha Jhund Hai

Hum Na Jinda The
Hum Na Marate Hai
Log Kehte Hai Jhund Hai

Kya Fayda Apun Ki
Jinda Lash Pe Rone Ka
Khatam Hua Jo Bhi Kamaya
Ab Kya Khone Ka

Apun Ki Basti
Gutter Mein Hai Par
Tumhare Dil Me Gandh Hai

Gutter Ki Nali Se
Public Ki Gali Se
Raste Pe Aaya Yeh Jhund Ha

Logo Ki Phatgeli
Bajhu Mein Hatkeli
Aaya Ye Sero Ka Jhund Hai.
Zing-Zing Zingaat
Music: Atul - Ajay
Album: Dhadak(2018)
Tag: hindi
Audio: https://www.jiosaavn.com/song/zingaat/LyI,VRhGZ2Y
Video:
Kesariya mharo balma
Padharo mhari country ma re
Aao padhaaro
Kesariya mharo balma
Padharo mhari country ma re
Aao padhaaro na re…
Zing zing zing zing…

Aye.. dhadak chik dhum dhadkan bole
Jab tu chhat pe aaye…
Nain ladake tujhse man mandir mein
Jingle bell ho jaye

Dhoom dhadak chik dhum dhadkan bole
Jab tu chhat pe aaye…
Nain ladake tujhse man mandir mein
Jingle bell ho jaye

Tera haseen chehra aaha
Mere labon se nikla waaha
Dhoondh Google pe jaake milega Majnu
Mere jaisa kahaan?

Poori paltan ke saath
Leke baarat balma ye tera

Naache zing zing zing zing zing zingaat
Zing-zing zing-zing zing-zing zingaat
Zing-zing zing-zing zing-zing zingaat
Zing-zing zing-zing zing-zing

Naache zing zing zing zing zing zingaat
Zing-zing zing-zing zing-zing zingaat
Zing-zing zing-zing zing-zing zingaat
Zing-zing zing-zing zing-zing

Aaya 10 Kilometer paidal chalke
Main teri gali
Mujhko paani bhi na pucho
Khud motorcycle pe chali

Tu saheli ke sang jaake
Restaurant mein Pizza khaye
Dhoop mein bahar baitha baitha
Main chugta hoon moongphali

Chali teri sawaari jahaan..
Haan haan haan…

Chali teri sawaari jahaan
Sang chala main tere wahaan
Fan hoon baby tera
Laga hoon piche dum challe ki tarah

Chaahe jitna bhi daant
Chhode na saath balma ye tera

Naache zing zing zing zing zing zingaat
Zing-zing zing-zing zing-zing zingaat
Zing-zing zing-zing zing-zing jhingaat
Jhing-jhing jhing-jhing jhing-jhing…

Naache zing zing zing zing zing zingaat
Zing-zing zing-zing zing-zing zingaat
Zing-zing zing-zing zing-zing jhingaat
Jhing-jhing jhing-jhing jhing-jhing…

Bhejun Mummy-Daddy ko ghar tere
Leke mera rishta
Ho shagun mein kaju, pista
Choodi, kangan with guldasta

Chai biscuit se munh meetha karke
Shaadi done ho jaaye
Na milega tere gharwalon ko
Dulha itna sasta
Baaki tamaam rishte hataa…

Baaki tamaam rishte hataa
Patli gali se unko kataa
Aur sajaa ke mandap tere bagal mein
Gori mujhko bitha

De de haathon mein haath
Ban jaaye baat balma ye tera…

Naache zing zing zing zing zing zingaat
Zing-zing zing-zing zing-zing zingaat
Zing-zing zing-zing zing-zing jhingaat
Jhing-jhing jhing-jhing jhing-jhing…

Naache zing zing zing zing zing zingaat
Zing-zing zing-zing zing-zing zingaat
Zing-zing zing-zing zing-zing jhingaat
Jhing-jhing jhing-jhing jhing-jhing…